Baby Bewafa – Awez D, Nagma M & Zaid D | Goldie Sohel | Ramji Gulati | Kumaar | Zee Music Originals – Goldie Sohel Lyrics

Baby Bewafa – Awez D, Nagma M & Zaid D | Goldie Sohel | Ramji Gulati | Kumaar | Zee Music Originals – Goldie Sohel Lyrics

Singer Goldie Sohel
Singer Ramji Gulati
Song Writer Kummar
Mohabbat Karke Main Pachhtaya Sohniye
Mohabbat Karke Main Pachhtaya Sohniye

Samjha Na Tera Iraada
Kar Baitha Ishq Main Zaada
Tere Bin Feel Kiya To
Reh Gaya Ab Main Aadha

Kyun Di Hai Ye Saza
Mujhko Ye Bata
Mujhko Ye Bata
Kya Hain Meri Galtiyan

Baby Bewafa, Baby Bewafaa
Tune Sau Dafa Toda Dil Mera..

Mohabbat Karke Main Pachhtaya Sohniye
Mohabbat Karke Main Pachhtaya Sohniye

Main Tere Naal Kita Pyaar
Tu Kitta Karobaar
Main Tainu Ditiyan Khushiyan
Tu De Gayi Gam Hazaar

Main Tere Naal Kitta Pyaar
Tu Kitta Karobaar
Main Tainu Dittiyan Khushiyan
Tu De Gayi Gham Hazaar

Rab Da Vasta Kyun Badla Raasta
Dasde Tu Zara Kyun Hai Bezubaan

Baby Bewafaa, Baby Bewafaa
Tune Sau Dafa Toda Dil Mera..

Mohabbat Karke Main Pachhtaya Sohniye
Mohabbat Karke Main Pachhtaya Sohniye

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *